Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma 5⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma 🥀*



*✔ Hadees No. 5* 

✏️ Hazrate Abdullah Ibne Umar Bin Aas Se marvi hai ki Rasoolullah ﷺ ne Apne Mubarak Hatho ko uthaya aur Arz Kiya Aye Allah Meri Ummat Meri Ummat aur Aap ﷺ rone lage to Allah Ta'ala ne Hazrate Jibraeel عليه السلام ko huqm diya mehboob ke paas jao to wo Huzoor ﷺ ki khidmat mein Haazir hue aur pucha Huzoor ﷺ ne rone ka sabab bataya aur Parwar Digaar sab kuch Jaanta hai Allah Ta'ala ne Hazrate Jibraeel عليه السلام se farmaya jao aur Mehboob se keh do Aap ki Ummat ke Mamle mein Aap ko Raazi aur Khush Kar denge aur Aap ko gamgeen Nahi Hone Denge 

*📚 Muslim Jild 1 Baab Dua Un Nabi ﷺ Li Ummatihi Safa 113* 

🌴 Fiqre Ummat Mein Raato Ko Rote Rahe
Aasiyoñ Ke Gunaho Ko Dhote Rahe 
Tum Par Qurbaan Jaañ Aye Mere Mehjabeen 
Tum Par Har Dum Karodo Duroodo Salaam 🌴



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma1⃣

Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma 2⃣

Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma 6⃣