Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma 🥀*



*✔ Hadees No. 7*

✏️ Huzoor ﷺ ne irshad farmaya meri ummat ke kuch log Kayi giroh ki Shafa'at karenge aur kuch kisi khandan ki aur kuch kisi ek shaks ki Shafa'at karenge yahan tak ki log inki Shafa'at se Jannat mein Dakhil Ho Jayenge 

*📚 Tirmizi Jild 2 Safa 67*

👉 Saabit hua ki Huzoor ﷺ ki ummat ke Aap ke Aise gulam bhi honge Jinki Shafa'at se Allah Ta'ala Bahot Saare logo ko Jannat Ataa Farmayega Aur Inme olma aur Shahidaane Islam ka khaas Muqaam hoga

🌴 Mere Taaje Shariat Jaa-Nasheene Mufti-E-Aazam 
Inhi Ke Sadqe Me Aaqa Hume Jannat Ataa Kar De 🌴

*Part End.....*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma1⃣

Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma 2⃣

Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma 6⃣