Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma3⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma 🥀*



*✔Hadees No. 3*

✏️ Hazrate Imran Ibne Haseen رضي الله عنه se marvi hai ki Rasoolullah ﷺ ne irshad farmaya ki Meri Shafa'at se kuch log Jahannam se Nikaale Jayenge Aur Jannat mein dakhil honge aur Jannat mein Inka Naam Jahannam Wale Hoga ( Yani Jahannam se Aane wale )

*📚 Bukhari Jild 2 Safa 971*

*👉 Yaani Log Jahannam Mein dakhil Ho jayenge Iske Baad bhi Shafa'at Jaari Rahegi Yahan Tak ke Aap ﷺ ki Shafa'at Se jo log Jahannam mein jaa chuke honge wo waha se Nikal kar Jannat mein Laaye Jayenge*
 
🌴 Hisaab ka Din kathin to hoga Magar Hume Unka Aasara Hain 
Wo Aa Hi Jayenge Bakshwane Shafa'at Unko Ataa Hui Hain 🌴



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma1⃣

Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma 2⃣

Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma 6⃣